Online Poetry
Thursday, 27 November 2014
Main tu maqtal mein bhi qismat ka sikandar nikla
Main tu maqtal mein bhi qismat ka sikandar nikla
Qura e faal meray naam ka aksar nikla
Tha jinhein zaam wo daria bhi mujhi mein dobay
Main sahira nazar ata tha sumandar nikla
Tu osi din haar gia tha meray buzdil dushman
Main tanha k muqabil jab tera lashkar nikla
Shahir waloon ki muhabat k qail hon magar
Main ny jis haath ko bhi choma wohe khanjar nikla
tu yahein haar gaya hai mere buzdil dushman
mujh se tanha ke muqaabil tera lashkar nikla
mein ke sehra e mohabbat ka musafir tha FARAZ
aik jhoonka tha ke khushbu ke safar par nikla..
Phire ga Tu Bhi Younhi Kobako Hamari tarha
Phire ga Tu Bhi Younhi Kobako Hamari tarha
Dareda e Daman -o- Ashfata moo hamari tarha
Kabi to Sang Se Phoote gi Abjo gahm Ki
Kabi to Toot kar Roye ga Tu humari tarha
Palat kar Tujhe bhi ana Hai is ki Taraf lekin
Luta ke Qafla e rang o bo hamari tarha
Wo Lakh dushman e jan ho magar khuda na kare
ke i s ka hal bi ho Hoo bahoo hamari tarha
Humi Faraz Sazawar Sang kiun tehre
keh Or bhi To hain Deewana khu hamari tarha
Subscribe to:
Comments (Atom)






